Al Haram City ke sath 5 5 Marla ke 2 plots sale ke liay available hein.Mujhe paison ki buht zaroorat hai is liay market SE buht Kam price mein aur urgent sale Kar Raha hoon. jis Bhai ne plot kharedna ho wo WhatsApp par rabta karey. Is mein 1 plot semi commercial hai Jo ke main road SE 50 meter ke false par hai.... Jazak Allah.