5 Marla Residential Plot For Sale A Block Faisal Hills (51005500 Series) Faisal Hills Block A
PKR 95 Lakh
Faisal Hills - Block A, Faisal Hills
5 Marla
Faisal Hills - Block A, Faisal Hills
PKR 95 Lakh
5 Marla
•For Sale•Updated 4 hours ago
Description
Faisal Hills, A Block mai 5 Marla ka prime plot for sale Plot series 5100 to 5500, developed aur abaad area mai.
Ye block society ke sab se developed blocks mai shumar hota hai. Plot ki location aisi hai ke rozmarra ki tamam sahulaten chand qadam ke faslay par hain commercial, masjid, parks aur schools sab qareeb.
Plot Features:
Solid aur level zameen construction ke liye fully ready
Carpeted road, bijli, gas aur pani ki sahulat mojud
Pur-sukoon mahol, Margalla Hills ka dilkash manzar
Roots aur SuperNova jaise mashhoor schools nazdeek honay ki wajah se families ke liye ideal
Investment Ke Liye:
A Block Faisal Hills ki sab se zyada demand wali location hai. Ye series resale aur rental dono lihaz se strong hai chahe ghar banana ho ya munafa kamana, ye plot best option hai.