12 Marla (10 Marla Registry) Single Storey House - Dhok Noor, Dhamyal Road Dhamyal Road
PKR 1.35 Crore
Dhamyal Road, Rawalpindi
12 Marla
3 Beds
3 Baths
Dhamyal Road, Rawalpindi
PKR 1.35 Crore
12 Marla
3 Beds
3 Baths
•For Sale•Updated 13 hours ago
Description
10 marla ghar for sale Dhok Noor, Dhamyal Road Rawalpindi. Registry 10 marla hai purane hisab se, naye marla ke hisab se 12 marla banta hai.
Single storey hai, 3 bedroom aur teeno ke sath attached bath. Drawing room kafi bara hai, alag lounge bhi hai. Kitchen mein poori cupboards bani hui hain. Bedroom mein deewar wali almariyan bhi hain.
Ghar ke aage, right side aur peeche teeno taraf gallery chhori hui hai, is liye roshni aur hawa bohat achi aati hai.
Gari ke liye porch hai, gari aur motorcycle dono aa jate hain. 6kw solar laga hua hai is liye bill na hone ke barabar aata hai. Pani apna boring ka hai. Gas nahi hai, cylinder use karte hain.
Construction bilkul mazboot aur pakki hai. Registry clear hai, qabza foran mil jaye ga.
Ghar ke qareeb kuch dairy farms hain aur gali abhi kachi hai, isi liye price munasib rakhi hai. Price mein kami ho sakti hai. Sirf interested log rabta karein, call ya WhatsApp.