Get Your Dream House In DHA Valley - Oleander Sector Islamabad DHA Valley Oleander Sector
PKR 1.52 Crore
DHA Valley - Oleander Sector, DHA Valley
8 Marla
3 Beds
4 Baths
DHA Valley - Oleander Sector, DHA Valley
PKR 1.52 Crore
8 Marla
3 Beds
4 Baths
•For Sale•Updated 11 hours ago
Description
Location: DHA Valley, Islamabad
Plot Size: 8 Marla
Type: Double Story House
Aapka Khwabon Ka Ghar DHA Valley Me!
DHA Valley ke behtareen block me, aik shandaar aur naya double story 8 marla ghar baraye farokht dastiyab hai. Yeh ghar modern design aur aala mayar ke construction ke sath banaya gaya hai, jo aapko aik pursukoon aur pur-kashish mahol faraham karta hai.
Ghar ki Khususiyaat:
* Bedrooms: 3 spacious bedrooms (saath attached washrooms)
* Washrooms: (4 attached, 1 powder room)
* TV Lounge: 2 TV lounges, family aur guests ke liye alag jaga
* Kitchens: 1 modern fitted kitchens
* Drawing Room: Bara aur hawa-daar drawing room
* Balcony: Khoobsurat view ke sath wide 2 balconies
* Parking: 1 car porch
* Interior: Aala mayar ki tiles, fittings aur finishing
Yeh ghar aapke aur aapki family ke liye har tarah ki sahoolat se muzayyan hai. DHA Valley ki prime location, jahan security aur facilities ka behtareen intezam hai. Schools, parks, aur market qareeb hi mojood hain.
Mazeed maloomat ya visit ke liye, abhi rabta karein. Yeh mauqa haath se na jaane dein!